INTERNATIONAL BIO DIVERSITY DAY

Manav samaj me jaiv vividhata se jude muddon ki samajh aur jagarukta ko badhane k liye prati varsh 22 may ko  jaiv vividhata divas ko manaya jata h....Is varsh antarashtriya jaiv vividhata ka kendriya vishay "celebrating 25 years of action for bio diversity "rakha gya tha.

Is avsar par rashtriya swachh ganga mission aur vishwa vishwa vanya jiv sangh bharat dwara nai delhi me sanyukt rup se "ganga aur uski jaiv vividhata aawas aur prajati sanrakshan k liye ek road map ka vikash" nam se ek karyashala ka aayojan kiya gaya

Posted on by